PDA

View Full Version : 1:اللہ کی معرفت کے حجاب



Admin
02-21-2017, 06:53 PM
حق بات


اللہ کی معرفت کے جو حجاب ہیں وہ دراصل اس کی صفات ہیں یعنی جب وہ اپنی معرفت کسی پر ظاہر کر تا ہے تو سمجھیں کہ حجابات اٹھنے لگتے ہیں۔ یہ اللہ کی مرضی ہے کہ وہ کسی پر کس حد تک اپنی حقیقت ظاہر کر تا ہے یا پھر کتنے حجابات اٹھا تا ہے یعنی کتنی معرفت عطا کر تا ہے۔
شاہ جی

M Idrees
02-22-2017, 01:30 AM
Haq Farman
��

AnamZainab
02-22-2017, 02:47 AM
Allah Kay is karam ki Talab Phir tou ander rakhni chahiyee ...ky Humaray Dil par bhi ye siffat Jalwagar ho jayen
Per duniaa Mein itna Invole ho jatay
Kay Yee talab Bhi usi mein gum jati hy ...
Per koshish kerty rahain tou Allah Chunn laytaa hay ,thoray py bhii ..
SOHNA ALLAHH..

Sana Fazal
02-22-2017, 11:57 PM
Allah hamare dilo pe apni haqeeqat zahir farmaye ameen aur hamare dil bhi isi talab mein rahayn sadaa

Sana Fazal
02-22-2017, 11:59 PM
bilkulll ye talab hamare dilo mein honaa bohat zaroori hay..... k ham srf is dunia mein gum na hojayen balkay haq ki haqeeat ki pehchan panay ki talab bhi rkhayn aur maangayn apnay Allah sy..... phir beshak Allah to talab rakhnay walo ko bharr bharr ataa farmata hay.

Amna Saloni
02-23-2017, 08:37 PM
jeeeeee....
hum kehtay hain ALLAH milay ALLAH milay per hum us taraah sy dil sy takab sy maang nahin rahay hote..
aur jo dil maangay tarrap kr to beshak ALLAH apni maa'rfat k hijabaat uthaata hay..
bs talab ho..
justajoo ho..
phir keh b sakte hain k dhoondnay sy to ALLAH bhi mil jaata hay...

Samar Nawaz
02-25-2017, 02:46 AM
Bayshak haqq hay ,,,,pur iss k liay talab dil main rakhna r uss talab main torii boht koshish he sahii krlain tu b qabool hojaatii USS SOHANY k darbaar main buss qabool hojatii r bharh bharh k marfat say nawaza jaata hay na