AoA, Hamary shia qoom par 2sray Fiqaha question karty han keh ap 5 nimazen 2'2 Ikhthy keon parhtay han
matlab;-
1. zohar aur asar aky nimaz
2. magreb aur esha ky nimaz
is ka koy mujhy bata sakta hy
Printable View
AoA, Hamary shia qoom par 2sray Fiqaha question karty han keh ap 5 nimazen 2'2 Ikhthy keon parhtay han
matlab;-
1. zohar aur asar aky nimaz
2. magreb aur esha ky nimaz
is ka koy mujhy bata sakta hy
Aslam o Alikum :)
Yeh sawal ayse haye naan jo aksar meray zehan mein bht dafa ata tha, kiyoan ke mera aik class fellow ahl-e-tasheeh tha tu usko daikh kar yeh sawal ata tha andar k pochoan laikin kabhi mauka nahi bana...
Aj ap nain sawal mein likha kay "harmay shia qoom" tu matlab ap be ahl-e-tashee hain, tu phr tu is sawal kay baray mein ap ziada behtar tareekay say bata sktay hain naan ke ayse kiyoan hay k ap do,do namazian akathein parhty hain...
Ab dosray fiqhay walay laug tu isk baray mein nahi jantay hoan gaye naa k aysa kiyoan hay,, laikin ap tu isi fiqhay say hain tu ap behtreen tareeqay say dosray fiqhay waloan ko jo sawal kartay hain , unko jawab day sktay... Is tarha tu humain be aur jo baki dosray laug be hoan gain tu unko be behtar tareekay say is baat k abray mein paata chal jaye ga naan...
Jee Sahi kaha Rah Ghuzar.
Jb time mily toe sbsy share krna :)