Search:

Type: Posts; User: Haider

Search: Search took 0.00 seconds.

  1. Replies
    2
    Views
    3,393

    Jee Sahi kaha Rah Ghuzar. Jb time mily toe sbsy...

    Jee Sahi kaha Rah Ghuzar.
    Jb time mily toe sbsy share krna :)
  2. Replies
    6
    Views
    5,536

    Bilkul. Aur Ishq purity ka naam hy. Toe Ashiq...

    Bilkul.
    Aur Ishq purity ka naam hy.
    Toe Ashiq paervi krta hy, sirf Malik ki Khushi hasil krny k liay. Ashiq return mein duniya sy kuch nhi chahta.
  3. Replies
    6
    Views
    5,536

    Aesey mazeed areas ki details mein jaen toe areas...

    Aesey mazeed areas ki details mein jaen toe areas mein b mukhtalif hain na.
    Jesy
    Koi sirf andar Dil mein rakhta lakin na amul, na batoon
    Koi batoon mein ley ata..
    Phr koi hota jo aesey k apny...
  4. Replies
    6
    Views
    5,536

    Assalam o Alikum. Mery chottu sy experience...

    Assalam o Alikum.
    Mery chottu sy experience mutabik toe sb sy pehli baat agr me kahoon toe yhi smjhani hy Ishq Ishq krny waloon ko k Amul sy pata chalna chahea k app kisko chahny waly ho, aur batoon...
  5. Thread: Question

    by Haider
    Replies
    9
    Views
    12,399

    Bilkul sahi kaha. Is point ko agr dekhain tow yh...

    Bilkul sahi kaha.
    Is point ko agr dekhain tow yh ek word hy, lakin iska mtlb 2 different tareeka sy liyya ja skta hy.
    Jesy
    Humary ek relative hain, wo apny son sy bht e ziada piyar krty hain,...
  6. Thread: Question

    by Haider
    Replies
    9
    Views
    12,399

    Niaz bhai, apny theek kaha. Me search Ishq word...

    Niaz bhai, apny theek kaha. Me search Ishq word py kiyya tha k word ka origin, meaning, yh kiss trha aur kiss jagha aur kiss sense mein aya..

    Kyun k jo is py sawal uthaty toe wo yhi uthaty k WORD...
  7. Thread: Question

    by Haider
    Replies
    9
    Views
    12,399

    Yh phly b samny aya tha sawal ek do dafa. Toe tb...

    Yh phly b samny aya tha sawal ek do dafa. Toe tb b is py search ki thori si isi trha samjhany k liay. toe mery knowledge mutabik (Allah koi baat opr neechay ho jae toe Maaf kary).
    Ishq word...
  8. Bht Piyari hadees, Jazbaa jagany wali piyar ka...

    Bht Piyari hadees, Jazbaa jagany wali piyar ka ihsas jagany wali.
    k
    Itny 100s years pehly b hamara khiyal tha, aur phr tb hamary liay itna piyar bhara ek paigham dy gae k hum jb jb yh parhain ya...
Results 1 to 8 of 8