Tarouf

Quran e Pak 💚 mein jo kuch bataya gya hay uski smjh sy pehlay humain Quran e Pak kay baray mein thora bht smjhna aur uskay baray mein batana hay..

Jahan pr tafaseer bhi likhi hoti hayn tou unkay shuru mein bhi hota hay usay "Ibtadayia" bhi kehtay hayn
Zada tar tafaseer mein usay "Muqadma" bhi kehtay hayn jis mein kay Quran e Pak, Wahi, Aur Quran e Pak kay hawalay sy jo points hayn wo yahan pe wazeh kiye gaye hotay hayn...
Uski jama o Tadween kay hawalay sy , Nazool e Quran kay hawalay sy...

yahan pr ussi maqadama ya ibtadaiya k hawalay sy pehlay bataya jaye ga.