User Tag List

Results 1 to 10 of 10

Thread: Question

Threaded View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #7
    Junior Member
    Join Date
    Feb 2017
    Posts
    25
    Thanked: 3
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Bht acha sawal haye naan aur mostly yeh aysa sawal haye jo sab kay samnay ata rehta haye friends & family circle mein naan ata haye lazmi ata haye...

    Beshak Quran e pak mein exact Ishq word nahi aya ho,,, laikin yeh ayse e haye jesay quran mein tmaam 1 lakh 24 kay naam nahi aye,, laikin wo HAQ hain naan.... ayse e Ishq ka direct zikar nahi aya par *Shiddat ke sath Muhabbat* ka zikar tu aya haye naan jesay @Musafir nain bataya,

    وَالَّذِينَ آمَنُواْ أَشَدُّ حُبًّا لِّلّهِ : Chapter Name:Al-Baqra Verse No:165
    Shiddat ke muhabat bus aik sy

    Aub muhabbat tu hoti haye naan tu isk tu different levels hoty hain, jesay kahein par hum demands kartay hain, agar pori hoan tu bharti jatii aur naan pori ho tu hum phans jatay hain aur phr aik aysa level hta haye jahan par hum har cheez say har ghars say beloss ho kar bas kartay jatay hain aur yehii shiddat hoti haye aur issi ko hum Ishq kehtay hain....

    Aub yeh shidddat ki muhabbat hi thi naan jis naien Hazrat Bilal R.a ko taptiii raitoan par sakhtiyaan jhailnay ka janoon diyaa,,, issi shiddat ki muhabbat naien Hazrat Abu Bakar ko wo beloss honay ka janoon diya kay sari raat Ghar e Hira meinn samp ka katna sehtay rahay,,, yehhi tu shiddat hay naan aur isssi ko ishq kehtay hain....

    yeh sirf lazfoan ka khair phair haye,, jesay aub Suraj koo Shams be k tu aub kia laug Suraj ki haqeeqat aor ahmeyat ko manana chor dega??? yeh tu sirf lafoan ka hair phair haye... tu behtreen tu yehi haye k lafzoan k khair phair mein parnay ki bujaye usk maqsad ko pakra jaye...

    Tu behtreen yehi haye naan k hum ksi ko force nahi kartay k wo Ishq e karay,,, balkay yehh tu insaan par aik farz haye,, imaaan ki aik shart haye ke wo shiddat say chahye Piyaare AQQA S.A.W.W jesay ke hadees e mubarika mein haye;


    نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا تم میں سے کوئی شخص ایماندار نہ ہو گا جب تک اس کے والد اور اس کی اولاد اور تمام لوگوں سے زیادہ اس کے دل میں میری محبت نہ ہو جائے۔

    Sahih Bukhari# 15

    yehhi shiddat haye k har cheez say bhar kar UNKO chahaa jayee..... aur yehhhiii Shiddat Bhari muhabbat ki haqeeqat haye

  2. The Following 2 Users Say Thank You to Rah Ghuzar For This Useful Post:

    Haider (02-25-2017), Musafir (02-24-2017)

Similar Threads

  1. Question
    By fozi Ahmed in forum Questions & Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 03-14-2017, 09:09 AM

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •